Aur Pyaar Karna Hai Lyrics by Neha Kakkar and Guru Randhawa is latest Hindi song with music also given by Sachet-Parampara. Aur Pyaar Karna Hai song lyrics are written by Sayeed Quadri.

Aur Pyaar Karna Hai Song Video

Aur Pyaar Karna Hai Song Details

Singer: Neha Kakkar, Guru Randhawa
Composer: Sachet-Parampara
Lyrics by: Sayeed Quadri

Aur Pyaar Karna Hai Lyrics:

Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumaar karna hai

Jab talak jahaan se bichhadna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumar karna hai

Abhi humein muddaton dilon
Ki baat karni hai
Abhi bahut si baarishein
Saath guzarani hai

Wo kabhi bhi koi ashq jo teri
Aakh bhigana chaahega
Tujhse pehle inn aakhon mein
Aake wo ruk jaayega
Aake wo ruk jaayega

Abhi tumhein aur humein
Ye ikraar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Kai khwaahishon ko pura karna hai
Kai dhoop chhav se guzarana hai
Khush gawaar khawaabon ko
Inn haseen palkon mein utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadam


Jab talk ke saanson ka chalna hai
Abhi tumhein aur Pyaar humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humhein
Aur pyaar karna hai


Thanks for Visit ❤️

Post a Comment

নবীনতর পূর্বতন